ya Bohat zaruri hai?
KhuwaB Posh aankh0n mein,
AnsuoN Ka bhar jana?
Hasrat0n k saHil par,
Titliyo'n ka Mar jana?
HaBs ki hawaoun Mein,
Khushbuo'n ka dar jana?
DiL K garam Sehra mein,
Hashar he ba'pa hoNa?
Dard la'dawa hoNa?
Kya bohat zaruri hai?
Awb tera juda hoNa..
No comments:
Post a Comment